Khullam Khulla Pyar Karen Lyrics
| Starring | Govinda, Kader Khan, Monish Behl, Preity Zinta, Prem Chopra |
|---|---|
| Music | Anand Milind |
| Director | Harmesh Malhotra |
| Producer | Padmini Tele-Media |
| Year | 2001 |
| Rating |
Chhalla Chhalla - Khullam Khulla Pyar Karen Lyrics
Chhalla Chhalla
Chhalla Chhalla Chhalla Chhalla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Chhalla Chhalla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Challa Challa
Kehna Mera Maan Le Tu Warna Yahan Jaan Meri
Main To Macha Doonga Halla

Chaar Din Ki Kahani Pe Naaz Kar Na Jawani Pe
Sach Kehta Hoon Main Rani Na Jale Aag Pani Pe

Nahin Nahin Maine Kahin Pehle Kabhi Dekhi Nahin
Itni Akad Walla Walla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Chhalla Chhalla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Challa Challa
Lal Joda Main Laaonga Maang Teri Sajaaonga
Koyi Rokega Kya Mujhko Tujhe Dulhan Banaaonga

Saari Umr Chodunga Na Sang Tera Ram Kasam
Main Hoon Bihari Lalla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Chhalla Chhalla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Challa Challa
Kehna Mera Maan Le Tu Warna Yahan Jaan Meri
Main To Macha Doonga Halla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Chhalla Chhalla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Chhalla Chhalla
Ungli Mein Daal Mera Chhalla Chhalla Chhalla
Recommended Top Lyrics
Nadaan
Chick Chocolate
Chehraa
Anu Malik
Aisa Kyon Hota Hai
Tauseef Akhtar
Dil To Pagal Hai
Uttam Singh
Girl Friend
Daboo Malik