Insaaf Lyrics
| Music | Nikhil-Vinay |
|---|---|
| Year | 2004 |
| Rating |
Dekha Hai Maine Toh - Insaaf Lyrics
Dekha Hai Maine Toh
Udit: dekhaa hai maine to
Chorus: sa sa ni sa -2
Udit: ( dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar ) -2
subah-shaam raat-din karooN intzaar
beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar
Anu: ( dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar ) -2
subah-shaam raat-din karooN intzaar
beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar
Udit: o.... dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar
Udit: baaNhoN mein bharke, had se guzar ke
Thahro zaraa main jhoom looN
Chorus: sa sa ni sa -2
Udit: kahti hai meri betaabiyaaN
main tere laboN ko choom looN
Anu: mere mahboob sanam ko, mastaane is mausam ko
kyaa ho gayaa....
kyaa masti laayee hai
Chorus: sa sa ni sa -2
Anu: kyaa masti laayee hai, ab ki bahaar
deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar
subah-shaam raat-din karooN intzaar
beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar
Udit: dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar
Anu: o o o.... o.... o....
Udit: o.... o.... o.... ho....
Anu: palkoN mein band kaisi hayaa hai
saajan tujhe nahin pataa
Chorus: sa sa ni sa -2
Anu: aake gale se mujhko lagaa le, chaayaa hai ishq kaa nashaa
Udit: kaisaa hai deevaanaapan, pyaasi pyaasi hai dhaDkan
main kyaa karooN, kyaa karooN....
jaanam pe kar dooNgaa
Chorus: sa sa ni sa -2
Udit: ho...., ( jaanam pe kar dooNgaa main jaaN nisaar
deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar ) -2
subah-shaam raat-din karooN intzaar
beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar
Anu: dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar
subah-shaam raat-din karooN intzaar
beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar
Both: dekhaa hai maine to pahli baar
deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar
Recommended Top Lyrics
Apna Ghar
Ravi
Do Aur Do Paanch
Rajesh Roshan
Jigyaasa
Ram Shankar
Teen Patti
Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Well Done Abba
Shantanu Moitra
